HomeAabkaama (Sour Water) Khwab mai Khata Paani

Aabkaama (Sour Water) Khwab mai Khata Paani

Hazrat Ibn Sirin (R.A) said:
Seeing aabkaama (sour water) in a dream is a sign of sorrow and illness,
and drinking it indicates illness.

Hazrat Kirmani (R.A) said:
If one sees aabkaama falling or does not drink any of it,
then it indicates that he will be freed from grief and sorrow,
and if he is ill, he will recover.

Hazrat Jafar Sadiq (R.A) said:
Drinking aabkaama has five interpretations:

  1. Illness
  2. Grief
  3. Quarrel
  4. Need
  5. Fight with family

Aabkaama (Tursh Pani)

Hazrat Ibne Sirin Rahmatullah Alaih ne farmaya hai
ke aabkaama ka khwab mein dekhna ranj aur beemari ki daleel hai
aur iska peena beemari ki daleel hai.

Hazrat Kirmani Rahmatullah Ta’ala Alaih ne farmaya hai
ke aabkaama ko agar girta hua dekhe
ya is mein se kuch na piya ho
to daleel hai ke gham aur andoh se nijaat paaye ga
aur agar beemar hai to shifa paaye ga.

Hazrat Jafar Sadiq Rahmatullah Alaih ne irshaad farmaya hai
ke aabkaama ka peena paanch wajah par hai:

  1. Beemari
  2. Gham
  3. Jhagda
  4. Haajat
  5. Aeyaal ke saath laraai
RELATED ARTICLES

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here

Most Popular