HomeSeeing a firepit in a dream in Islam- Khwaab main Aatish Dan...

Seeing a firepit in a dream in Islam- Khwaab main Aatish Dan Dekhna

Hazrat Ibn Sirin (may Allah have mercy on him) said: Seeing a firepit in a dream represents a woman who serves the household. If the fireplace is made of iron, it indicates that the woman is from among the household’s close relatives. If it is made of wood, it indicates that the woman is a hypocrite. If it is made of clay, it means the woman is among the arrogant and polytheists.

Hazrat Ja’far Sadiq (may Allah have mercy on him) said: Seeing a fireplace in a dream has two meanings:

  1. A maidservant woman
  2. A female slave

Khwaab main Aatish Daan Dekhna

Hazrat Ibn-e-Sireen Rahmatullah Alaih ne farmaya hai ke khwab mein aatish daan aurat hai jo ghar ki khidmat karti hai. Agar aatish daan lohay ka hai to daleel hai ke woh aurat ahl-e-khaana ke qareebiyon mein se hai. Aur agar lakri ka hai to daleel hai ke woh aurat munafiq hai. Aur agar aatish daan mitti ka hai to daleel hai ke woh aurat mutakabbiron aur mushrikon mein se hai.

Hazrat Ja’far Sadiq Rahmatullah Alaih ne farmaya hai ke khwab mein aatish daan ka dekhna do wajah par hai:

  1. Zan-e-khadima (nokarni aurat)
  2. Kaneez (laundi)
RELATED ARTICLES

1 COMMENT

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here

Most Popular