HomeReconciliation (Making Peace) In dream in Islam Khwab mein sulah karna ki...

Reconciliation (Making Peace) In dream in Islam Khwab mein sulah karna ki tabeer

Reconciliation (Making Peace)

Hazrat Ibn Sirin (may Allah’s mercy be upon him) said that if one sees in a dream that someone is making peace, it is a sign of long life.
And if he sees that in making peace he invites someone toward corruption of religion, then it is a sign that he is actually inviting him to the path of religion and righteousness.
And if he sees that he gives religious advice with anger, then it indicates that he is giving advice towards corruption and evil.

Hazrat Ja’far Sadiq (may Allah’s mercy be upon him) said that reconciliation in a dream has three meanings:
(1) Long life
(2) Sign of strength
(3) Praiseworthy belief and virtuous character.

آشتی کرنا (صلح کرنا)

حضرت ابن سیرین رحمتہ اللہ تعالیٰ علیہ نے فرمایا ہے کہ اگر خواب میں دیکھے کہ کوئی صلح کرتا ہے تو دلیل ہے کہ اس کی عمر دراز ہوگی۔
اور اگر دیکھے کہ صلح میں کسی کو فسادِ دین کی دعوت دیتا ہے تو دلیل ہے کہ اس کو راہِ دین اور صلاح و خیر کی دعوت دیتا ہے۔
اور اگر دیکھے کہ کسی کو غصہ کے ساتھ دین کی صلاح دیتا ہے تو دلیل ہے کہ اس کو فساد اور شر کی صلاح دیتا ہے۔

حضرت جعفر صادق رحمتہ اللہ علیہ نے فرمایا ہے کہ خواب میں صلح کرنا تین وجہ پر ہے:
(1) درازیِ عمر
(2) قوت کی دلیل ہے
(3) پسندیدہ اعتقاد اور محمدہ خصلت ہے۔

Aashti Karna (Sulah Karna)

Hazrat Ibn-e-Sireen Rahmatullah Ta’ala Alaih ne farmaya hai ke agar khwab mein dekhe ke koi sulah karta hai to daleel hai ke us ki umr daraaz hogi.
Aur agar dekhe ke sulah mein kisi ko fasaad-e-deen ki dawat deta hai to daleel hai ke us ko raah-e-deen aur salah o khair ki dawat deta hai.
Aur agar dekhe ke kisi ko ghusse ke saath deen ki salah deta hai to daleel hai ke us ko fasaad aur shar ki salah deta hai.

Hazrat Ja’far Sadiq Rahmatullah Alaih ne farmaya hai ke khwab mein sulah karni teen wajah par hai:
(1) Daraazi-e-umr.
(2) Quwwat ki daleel hai.
(3) Pasandida aqeeda aur muhammada khislat hai.

RELATED ARTICLES

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here

Most Popular