Embracing (Taking in the Lap)
Hazrat Kirmani (may Allah’s mercy be upon him) said that if someone sees in a dream that he has taken a famous person into his lap, it is a sign that this person will be righteous and pious and will attain religious goodness.
And if he sees that he has taken a child into his lap, it is a sign that he desires a beloved son.
And if he sees that he has embraced a lion bearer, it is a sign that he will make peace with an enemy.
آغوش گرفتن (گود میں لینا)
حضرت کرمانی رحمتہ اللہ تعالیٰ علیہ نے فرمایا ہے کہ اگر کوئی خواب میں دیکھے کہ اُس نے کسی مشہور آدمی کو گود میں لیا ہے تو اس امر کی دلیل ہے کہ وہ شخص نیک اور صالح ہوگا اور دین کی خیر پائے گا۔
اور اگر دیکھے کہ بچے کو گود میں لیا ہے تو دلیل ہے کہ وہ محبوب فرزند کا خواستگار ہے۔
اور اگر دیکھے کہ شیر بردار کو آغوش میں لیا ہے تو دلیل ہے کہ دشمن سے صلح کرے گا۔
Aaghosh Giriftan (God Mein Lena)
Hazrat Kirmani Rahmatullah Ta’ala Alaih ne farmaya hai ke agar koi khwab mein dekhe ke us ne kisi mashhoor aadmi ko god mein liya hai to is amar ki daleel hai ke woh shakhs naek aur saleh hoga aur deen ki khair payega.
Aur agar dekhe ke bache ko god mein liya hai to daleel hai ke woh mehboob farzand ka khawastgaar hai.
Aur agar dekhe ke sher-bardaar ko aaghosh mein liya hai to daleel hai ke dushman se sulah karega.