Homeeating hawthorn in dream islam

eating hawthorn in dream islam

khwab mein Alaj (Za’aroor – aik mewa) khana ki tabeer

Alaj (Za’aroor – a fruit)

Alaj is called Za’aroor in Arabic. If someone sees in a dream that he is eating Alaj, it indicates sorrow and illness. Hazrat Kirmani (may Allah’s mercy be upon him) said that if he sees that he has Alaj, or gave it to someone, or threw it outside his house and did not eat it, then it indicates safety from sorrow and illness. The conclusion is that eating Alaj in a dream does not bring good or benefit.

الج کو عربی میں زعرور کہتے ہیں۔ اگر کوئی شخص خواب میں دیکھے کہ الج کھاتا ہے تو رنج اور بیماری کی دلیل ہے۔ حضرت کرمانی رحمتہ اللہ علیہ نے فرمایا ہے کہ اگر دیکھے کہ اس کے پاس الج ہے یا کسی کو دی ہے یا اس کے گھر کے باہر ڈالا اور نہ کھائی تو دلیل ہے کہ رنج اور بیماری سے امن ہو گا۔ حاصل یہ ہے کہ خواب میں الج کا کھانا خیر اور فائدہ نہیں دیتا ہے۔

Alaj (Za’aroor – aik mewa)

Alaj ko Arabi mein Za’aroor kehte hain. Agar koi shakhs khwab mein dekhe ke Alaj khata hai to ranj aur bimaari ki daleel hai. Hazrat Kirmani (Rahmatullah Alaih) ne farmaya hai ke agar dekhe ke uske paas Alaj hai ya kisi ko di hai ya uske ghar ke baahir daala hai aur nah khai to daleel hai ke ranj aur bimaari se aman hoga. Haasil yeh hai ke khwab mein Alaj ka khana khair aur faida nahin deta hai.

RELATED ARTICLES

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here

Most Popular