HomeIron (Loha) in dream in islam khwab mein loha dekhna

Iron (Loha) in dream in islam khwab mein loha dekhna

Hazrat Ibn Sirin (may Allah’s mercy be upon him) said: Seeing ordinary iron in a dream signifies a servant. Otherwise, according to the quantity of iron, one will receive worldly wealth. And if one sees that someone gives him iron in a dream, it indicates that he will be given worldly wealth equal to the value of that iron.

Hazrat Kirmani (may Allah’s mercy be upon him) said: Seeing iron in a dream relates to ability and sovereignty. As Allah the Exalted said in the Holy Qur’an:
“We sent down iron, in it is strong force and benefits for mankind.”

If one sees iron extracted from stone, it is a sign of hardship. Allah says:
“Say: Become stones or iron, or any creation even harder in your perception.”

Hazrat Jabir Maghribi (may Allah’s mercy be upon him) said: If a person sees in a dream that he is working as a blacksmith, though he is not one, it means he will get into a quarrel with someone. And if he is actually a blacksmith, then the dream signifies goodness and benefit.
Some interpreters say that a blacksmith represents a king or elder.

Hazrat Ibn Sirin (may Allah’s mercy be upon him) said: If a blacksmith sees a known person in a dream, it is a sign of sovereignty. And if the person is unknown, the interpretation—good or bad—will relate to the blacksmith himself.
If one sees himself melting iron or brass in a dream, it indicates that he backbites and speaks ill of people.

Hazrat Jafar Sadiq (may Allah’s mercy be upon him) said: Any object seen in a dream made of iron — even a needle — symbolizes benefit, strength, authority, power, and victory over enemies.

آہن (لوہا)

حضرت ابن سیرین رحمتہ اللہ علیہ نے فرمایا ہے کہ معمولی آہن کا خواب میں دیکھنا خادم ہے۔ ورنہ بقدر آہن دنیا کا مال ملے گا اور اگر دیکھے کہ اس کو کسی نے خواب میں لوہا دیا ہے تو دلیل ہے کہ اس لوہے کی قدر پر کوئی اس کو دنیاوی مال دے گا۔

حضرت کرمانی رحمتہ اللہ علیہ نے فرمایا ہے کہ خواب میں لوہے کا دیکھنا صلاحیت اور بادشاہت سے نسبت رکھتا ہے۔ چنانچہ حق تعالی نے قرآن مجید میں ارشاد فرمایا ہے:
“وَأَنزَلْنَا الْـحَدِيدَ فِيهِ بَأْسٌ شَدِيدٌ وَمَنَافِعُ لِلنَّاسِ”
ہم نے آہن کو اتارا۔ اس میں سخت خوف اور لوگوں کے لیے فائدے ہیں۔

اگر دیکھے کہ لوہے کو پتھر سے نکالا ہے تو دلیل ہے کہ اس کو سختی پیش آئے گی۔ فرمانِ حق تعالیٰ ہے:
“قُلْ كُونُواْ حِجَارَةً أَوْ حَدِيداً أَوْ خَلْقاً مِّمَّا يَكْبُرُ فِي صُدُورِكُمْ”
(کہہ دو کہ تم پتھر یا لوہا ہو جاؤ یا اس سے بھی بڑھ کر جو تمہارے خیال میں آئے۔)

حضرت جابر مغربی رحمتہ اللہ علیہ نے فرمایا ہے کہ اگر کوئی شخص خواب میں دیکھے کہ آہنگری کرتا ہے حالانکہ وہ آہنگروں میں سے نہیں ہے تو اس امر کی دلیل ہے کہ کسی کے ساتھ جھگڑا ہو گا۔ اور اگر یہ خود آہنگر ہے تو یہ خواب خیر و منفعت کی دلیل ہے۔
اور بعض تعبیر بیان کرنے والے کہتے ہیں کہ آہنگر کی تاویل بادشاہ اور بزرگ ہے۔

حضرت ابن سیرین رحمتہ اللہ تعالیٰ علیہ نے فرمایا ہے کہ اگر آہنگر خواب میں معروف کو دیکھے تو بادشاہی کی دلیل ہے اور اگر معروف کو نہ دیکھے تو جو کچھ دیکھا ہو گا اس کی نیک اور بد تعبیر آہنگر کی طرف رجوع کرے گی۔
اور اگر خواب میں دیکھے کہ لوہے یا پیتل کو گلاتا ہے تو دلیل ہے کہ وہ شخص لوگوں کی غیبت کرتا ہے اور برا کہتا ہے۔

حضرت جعفر صادق رحمتہ اللہ علیہ نے فرمایا ہے کہ جو چیز خواب میں لوہے کی، خواہ سوزن (سوئی) ہی کیوں نہ ہو، دیکھے، دلیل نفع، قوت، ولایت، توانائی اور دشمن پر فتح پانے کی ہے۔

Aahan (Loha)

Hazrat Ibn-e-Sirin (Rahmatullah Alaih) ne farmaya hai ke mamooli aahan ka khwab mein dekhna khaadim hai. Warna ba-qadr aahan duniya ka maal milega. Aur agar dekhe ke us ko kisi ne khwab mein loha diya hai to daleel hai ke us lohay ki qadr par koi us ko duniyaawi maal dega.

Hazrat Kirmani (Rahmatullah Alaih) ne farmaya hai ke khwab mein lohay ka dekhna salahiyat aur baadshahat se nisbat rakhta hai. Chunancha Haqq Ta’ala ne Qur’an Majeed mein irshad farmaya hai:
“Wa anzalnal hadeeda feehi ba’sun shadeedun wa manaafi’u linnaas”
(Hum ne loha utara, is mein sakht khauf hai aur logon ke liye faide hain.)

Agar dekhe ke lohay ko pathar se nikala hai to daleel hai ke us ko sakhti pesh aayegi. Farman-e-Haqq Ta’ala hai:
“Qul koonoo hijaaratan au hadeedan au khalqan mimma yakburu fee sudoorikum”
(Kaho ke tum pathar ya loha ban jao ya us se bhi barh kar jo tumhare khayal mein ho.)

Hazrat Jabir Maghribi (Rahmatullah Alaih) ne farmaya hai ke agar koi shakhs khwab mein dekhe ke aahangari karta hai haalaanke wo aahangaron mein se nahi hai to is amar ki daleel hai ke kisi ke sath jhagra hoga. Aur agar yeh khud aahangar hai to yeh khwab khair o manfa’at ki daleel hai.
Aur baaz tabeer bayan karne walay kehte hain ke aahangar ki taabeer baadshah aur buzurg hai.

Hazrat Ibn-e-Sirin (Rahmatullah Ta’ala Alaih) ne farmaya hai ke agar aahangar khwab mein maroof ko dekhe to baadshahi ki daleel hai. Aur agar maroof ko na dekhe to jo kuch dekha ho ga us ki nek aur bad taabeer aahangar ki taraf rujoo karegi.
Aur agar khwab mein dekhe ke lohay ya peetal ko galaata hai to daleel hai ke wo shakhs logon ki gheebat karta hai aur bura kehta hai.

Hazrat Jafar Sadiq (Rahmatullah Alaih) ne farmaya hai ke jo cheez khwab mein lohay ki — khwa sozan (soi) hi ho — dekhe, daleel hai nafa’, quwwat, wilayah, tawanai aur dushman par fatah paane ki.

RELATED ARTICLES

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here

Most Popular