HomeHanging in dream islam meaning khwab mein Latakna

Hanging in dream islam meaning khwab mein Latakna

Hanging

Hazrat Daniyal (peace be upon him) said: If someone sees in a dream that the king has ordered him to be hanged, it is a sign that he will receive honor, status, and greatness from the king, but eventually, there will be disruption.

And if he sees that people are watching him hanged, it is a sign that he will gain rule and leadership over that nation. And if he sees that people are gathered and have hanged him, it means he will become the leader and ruler of that nation. And if he sees that an unknown old man has hanged him and people are watching him, it means he will rule over the creation — especially if he sees his own people among the viewers.

And if he sees that he has hanged himself and no one witnessed it, rather he sees himself hanging alone, then this indicates that he wishes to rule over his own people, but no one will obey him.

Hazrat Jabir Maghribi (may Allah have mercy on him) said: If one sees in a dream that people hanged him, and the rope snapped and he fell, it means a fall from greatness, respect, and status.

آویختن (لٹکنا)

حضرت دانیال علیہ السلام نے فرمایا ہے کہ اگر کوئی خواب میں دیکھے کہ بادشاہ نے اس کو لٹکانے کا حکم دیا ہے تو دلیل ہے کہ بادشاہ سے حشمت، مرتبہ اور بزرگی پائے گا، پھر آخر کار خلل پڑے گا۔

اور اگر دیکھے کہ اس کو لٹکے ہوئے لوگ دیکھتے ہیں تو اس امر کی دلیل ہے کہ اس قوم پر حکومت اور سرداری پائے گا۔ اور اگر دیکھے کہ لوگ جمع ہیں اور اس کو لٹکا دیا ہے تو دلیل ہے کہ اس قوم کا سردار اور فرماں روا ہو گا۔ اور اگر دیکھے کہ کسی نامعلوم بوڑھے نے اس کو لٹکا دیا ہے اور لوگ اس کے نظارے میں ہیں تو دلیل ہے کہ مخلوق پر حاکم ہو گا، خاص کر اگر اپنوں کو بھی نظارے میں شامل دیکھے۔

اور اگر دیکھے کہ اپنے آپ کو لٹکا دیا ہے اور کسی نے اس کا نظارہ نہیں کیا ہے بلکہ اپنے آپ کو خود ہی لٹکا ہوا دیکھا ہے تو اس امر کی دلیل ہے کہ اپنوں پر حکومت کرنا چاہتا ہے لیکن اس کا کوئی شخص مطیع نہ ہو گا۔

حضرت جابر مغربی رحمتہ اللہ علیہ نے فرمایا ہے کہ اگر خواب میں دیکھے کہ اس کو لوگوں نے لٹکایا ہے اور رسی کٹ گئی ہے اور وہ گر پڑا ہے تو بزرگی، عزت اور مرتبے سے گرنے کی دلیل ہے۔

(Latakna)

Hazrat Daniyal Alaihissalam ne farmaya hai ke agar koi khwab mein dekhe ke badshah ne us ko latkane ka hukm diya hai to daleel hai ke badshah se hashmat (dabdaba), martaba aur buzurgi paye ga, phir aakhir kar khalal pade ga.

Aur agar dekhe ke us ko latke hue log dekhte hain to is amar ki daleel hai ke us qoum par hukoomat aur sardari paye ga. Aur agar dekhe ke log jama hain aur us ko latka diya hai to daleel hai ke us qoum ka sardar aur farman rawa ho ga. Aur agar dekhe ke kisi naamaloom boorhay ne us ko latka diya hai aur log us ke nazaray mein hain to daleel hai ke makhlooq par haakim ho ga — khaas kar agar apnon ko bhi nazaray mein shaamil dekhe.

Aur agar dekhe ke apne aap ko latka diya hai aur kisi ne us ka nazara nahi kiya hai, balke apne aap ko khud hi latka hua dekha hai to is amar ki daleel hai ke apnon par hukoomat karni chahta hai lekin us ka koi shakhs mutee’ na ho ga.

Hazrat Jabir Maghribi Rahmatullah Alaih ne farmaya hai ke agar khwab mein dekhe ke us ko logon ne latkaya hai aur rassi kat gayi hai aur woh gir pada hai to buzurgi aur izzat aur martabay se girne ki daleel hai.

RELATED ARTICLES

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here

Most Popular