HomeFlour Sifter in a dream in islam interpretation- Khwaab mai aata chhan’nay...

Flour Sifter in a dream in islam interpretation- Khwaab mai aata chhan’nay wali cheez tabeer

Hazrat Kirmani (R.A.) said: In a dream, a flour sifter represents a man who roams among his friends and relatives.

Hazrat Ibn Sireen (R.A.) said: A flour sifter in a dream represents a woman who engages in nonsense and flaws. If the sifter is seen receiving or collecting a lot of flour, it indicates that a woman or a servant will become a friend, as previously described.

Some interpreters say that the flour sifter symbolizes a righteous person who will remain in the dreamer’s service and become a friend.

Hazrat Ja’far Sadiq (A.S.) stated that the dream of a flour sifter has four meanings:

  1. A righteous man
  2. A frivolous woman
  3. A servant
  4. A small gain

Aaata channay wali jali khwaab mai

Hazrat Kirmani Rahmatullah Alaih ne farmaya hai ke aata chhan’nay wala aisa mard hai jo apne doston aur qaribiyon mein ghoomta hai.

Hazrat Ibn-e-Sireen Rahmatullah Alaih ne farmaya hai ke khwab mein aata chhan’nay wala ek aisi aurat hai jo fazooli aur khami karti hai. Agar aata chhan’nay wale ne zyada aata liya ya kisi ne diya, to daleel hai ke koi aurat ya khaadim uska dost hoga, jaisa ke pehle bataya gaya hai.

Baaz muabbireen ke mutabiq aata chhan’nay wala ek nek shakhs hai jo iski khidmat mein hoga aur dost ban jaayega.

Hazrat Ja’far Sadiq Alaihissalaam ne farmaya hai ke aata chhan’nay wale ki tabeer chaar qisam par hai:

  1. Nek aadmi
  2. Fazool aurat
  3. Khaadim
  4. Thora sa faida
RELATED ARTICLES

1 COMMENT

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here

Most Popular