Hazrat Kirmani (R.A.) said: If a person sees in a dream that he belches, it indicates he will say something that will diminish his honor.
And if he sees that food comes out of his throat with the belch, it means his death is near.
Hazrat Muhammad bin Sireen (R.A.) said: If the belch is sour and unpleasant in the dream, it signifies that he will say something that brings harm and danger.
And if the belch resembles smoke, it means he will speak at an inappropriate time, causing people to blame him, and it will end in regret.
Khwaab mai dakar lena ki tabeer
Hazrat Kirmani Rahmatullah Alaih ne farmaya hai ke agar koi shakhs khwab mein dekhe ke use dakkar aaya hai to daleel hai ke aisi baat karega jisse uski hurmat (izzat) mein kami hogi.
Aur agar dekhe ke dakkar ke saath uske galay se khana nikla hai to daleel hai ke uski maut qareeb hai.
Hazrat Muhammad bin Sireen Rahmatullah Alaih ne farmaya hai ke agar khwab mein dekhe ke dakkar tursh (khatta) aur bura hai to daleel hai ke aisi baat karega jisse nuksan aur khatra samna karega.
Aur agar dakkar dhuwan jaisa ho to daleel hai ke bewakt (ghalat waqt) baat karega jisse log usay malamat karenge aur aakhir mein pachtawa hoga.