Lime (Choonah)
Hazrat Daniyal (peace be upon him) said that if a person sees in a dream that he is shaving body hair with lime, and if he is not wealthy, he will become wealthy to that extent. And if he is sorrowful, he will be relieved of sorrow. And if he is in debt, he will pay off his debt.
Hazrat Ibn Sirin (may Allah’s mercy be upon him) said that removing hair with lime in a dream—if the person is wealthy, his wealth will increase further. And if he is poor, he will be free from debt. And for disbelievers, it is a sign of Islam.
Hazrat Jafar Sadiq (may Allah’s mercy be upon him) said that lime in a dream represents three things:
- Goodness
- Bad and unpleasant matters
- Difficult task
And building with lime and such construction has a negative interpretation.
چونہ (آہک)
حضرت دانیال علیہ السلام نے فرمایا ہے کہ اگر کوئی شخص خواب میں دیکھے کہ چونہ کے ساتھ جسم سے بال مونڈے ہیں، اگر مال دار نہیں ہے تو اسی قدر مال دار ہو گا اور اگر غمگین ہے تو غم سے نجات پائے گا اور اگر قرض دار ہے تو قرض ادا کرے گا۔
حضرت ابن سیرین رحمتہ اللہ تعالی علیہ نے فرمایا ہے کہ خواب میں چونے سے بال اڑانا اگر مال دار ہے تو مال اور بھی زیادہ ہو گا اور اگر درویش ہے تو قرض سے سرخرو ہو گا اور کافروں کے لئے اسلام کا نشان ہے۔
حضرت جعفر صادق رحمتہ اللہ علیہ نے فرمایا ہے کہ خواب میں چونا تین وجہ پر ہے۔
اول: خیر ہے۔
دوم: بری ناخوش باتیں ہیں۔
سوم: مشکل کام
اور چونے کی عمارت وغیرہ بنانا بری تعبیر رکھتا ہے۔
Choonah (Aahak)
Hazrat Daniyal (Alaihissalam) ne farmaya hai ke agar koi shakhs khwab mein dekhe ke choonah ke sath jism se baal mond rahe hain, agar maal daar nahi hai to usi qadar maal daar ho ga aur agar ghamgeen hai to gham se nijaat paaye ga aur agar qarzdaar hai to qarz ada kare ga.
Hazrat Ibn-e-Sirin (Rahmatullah Ta’ala Alaih) ne farmaya hai ke khwab mein choonay se baal udaana agar maal daar hai to maal aur bhi zyada ho ga aur agar darwaish hai to qarz se surkhru ho ga aur kafiron ke liye Islam ka nishan hai.
Hazrat Jafar Sadiq (Rahmatullah Alaih) ne farmaya hai ke khwab mein choona teen wajah par hai:
Awwal: Khair hai.
Doom: Buri naakhush baatein hain.
Soom: Mushkil kaam.
Aur choonay ki imarat waghera banana buri taabeer rakhta hai.