Hazrat Ibn Sirin (may Allah have mercy on him) said: Seeing a fire temple (Aatish Kadah) in a dream indicates an evil or bad place.
Hazrat Kirmani (may Allah have mercy on him) said: A fire temple represents foolish people and an empty place. And if one sees in a dream that he entered the fire temple and obtained something from there, it indicates that he will face humiliation and disgrace to that extent. However, in the end, he will be freed from evil, though he will feel regret afterward.
Khwaab mai Aag ka Mandir Dekhna
Hazrat Ibn-e-Sireen Rahmatullah Alaih ne farmaya hai ke khwab mein aatish kadah dekhna buri jagah ki nishani hai.
Hazrat Kirmani Rahmatullah Alaih ne farmaya hai ke aatish kadah ahmaq log aur khaali jagah ki dalalat deta hai. Aur agar khwab mein dekhe ke woh aatish kadah mein gaya aur wahan se kuch hasil kiya, to daleel hai ke woh us qadar zillat aur khawari uthaye ga, lekin aakhir mein burai se nijaat milegi aur anjaam kaar usay pashemani hogi.