Hazrat Ismaeel Ash’ath (may Allah have mercy on him) said: Seeing a black cloud in a dream is a sign of fear, dread, and hardship; while a raining cloud indicates blessings, prosperity, and sometimes grief and sorrow. But the type of cloud that is brought from the riverbank, known in Arabic as “asfanj” (sponge), seeing it in a dream is an indication that booty (spoils of war or gain) will be acquired exactly in proportion to how it was seen.
ابر (اسفنج)
حضرت اسماعیل اشعث رحمتہ اللہ علیہ نے فرمایا ہے کہ خواب میں ابر سیاہ ڈر اور خوف اور سختی کی دلیل ہے اور برسنے والا ابر خیر و برکت اور فراخی کی دلیل ہے اور غم و اندوہ بھی ہوتا ہے۔ لیکن وہ ابر کہ جس کو دریا کے کنارے سے لاتے ہیں اور جس کو عربی زبان میں اسفنج کہتے ہیں، اس کو خواب میں دیکھنا اس امر کی دلیل ہے کہ جس اندازے پر دیکھا ہے، اسی اندازے پر مال غنیمت حاصل ہو گا۔
Abr (Asfanj) Kala Badal
Hazrat Ismaeel Ash’ath Rehmatullah Alaihi ne farmaya hai ke khwab mein abr siyah darr aur khauf aur sakhti ki daleel hai aur barsne wala abr khair o barakat aur farakhi ki daleel hai aur gham o andoh bhi hota hai. Lekin woh abr ke jisko darya ke kinare se laate hain aur jisko Arabi zaban mein asfanj kehte hain, usko khwab mein dekhna is amar ki daleel hai ke jis andazay par dekha hai, usi andazay par maal-e-ghanimat haasil hoga.