Fiery Illumination (Aag ki Roshni)
Hazrat Ibn-e-Sireen (may Allah have mercy on him) said: If a person sees in a dream the light of fire in such a way that one can walk through it, then it is a sign that he will receive poisonous (dangerous or envious) wealth. And if he sees the light standing still, it indicates that the place of his wealth will be the same.
And if he sees the light standing, then it is an indication that in that land, the appearance of the Sultan’s ride (royal presence) will manifest.
If he sees burning embers in his house and their glow lights up the house, it means his work will progress and his wealth will increase. But if in the dream he sees that the embers have been extinguished, then it is a sign that there will be quarrels and disputes in his family.
(Aag Ki Roshni)
Hazrat Ibn-e-Sireen Rahmatullah Alaih ne farmaya hai ke agar koi shakhs khwab mein aag ki roshnaai ko dekhe ke is mein rasta chal sakay to is amar ki daleel hai ke daulat zeher paaye ga. Aur agar roshni ko khara dekhe to daleel hai ke uski daulat ki jagah wahi hogi. Aur agar roshni ko khara dekhe to daleel hai ke us mulk mein Sultan ki sawari zahir hogi.
Agar apne ghar mein angaar dekhe ke uska noor ghar ko roshan karta hai to daleel hai ke uska kaam taraqqi par hoga aur daulat zyada hogi. Aur agar khwab mein dekhe ke us angaar ko bujha diya hai to is amar ki daleel hai ke uske khandan mein larai aur jhagra hoga.