Swelling (Aamaas)
Hazrat Ibn Sirin (may Allah’s mercy be upon him) said that swelling in a dream is wealth, and if one sees swelling appear on his body, it indicates that he will receive that much wealth—especially if he sees a lot of pus in that swelling.
Hazrat Kirmani (may Allah’s mercy be upon him) said that if one sees swelling on his body and feels pain from it, it indicates he will receive lawful (halal) wealth of that amount. But if he feels no pain from the swelling, it indicates he will gain unlawful (haram) wealth.
Hazrat Jafar Sadiq (may Allah’s mercy be upon him) said that seeing swelling on the body in a dream indicates five things:
- Increase in wealth.
- Beneficial woman.
- A son will be born.
- Fulfillment of desire.
- Freedom from sorrows.
And if one sees his whole body swollen, it indicates he will attain all these five things.
حضرت ابن سیرین رحمتہ اللہ تعالی علیہ نے فرمایا ہے کہ خواب میں آماس مال ہے اور اگر دیکھے کہ اس کے جسم پر آماس ظاہر ہوئی ہے تو دلیل ہے کہ اسی قدر مال ملے گا۔ خاص کر اگر اس آماس میں بہت پیپ بھی دیکھے۔
حضرت کرمانی رحمتہ اللہ تعالیٰ علیہ نے فرمایا ہے کہ اگر دیکھے کہ اس کے جسم پر آماس ہے اور تکلیف ہوتی ہے تو دلیل ہے کہ اسی قدر حلال مال پائے گا اور اگر آماس سے اس کو تکلیف نہیں ہے تو دلیل ہے کہ حرام مال پائے گا۔
حضرت جعفر صادق رحمتہ اللہ علیہ نے فرمایا ہے کہ خواب میں جسم پر آماس کا دیکھنا پانچ وجہ پر ہے۔
اول: مال زیادہ ہو۔
دوم: عورت فائدہ مند۔
سوم: لڑکا ہو گا۔
چہارم: مراد پوری ہوگی۔
پنجم: غموں سے امن میں ہو گا۔
اور اگر تمام بدن سوجا ہوا دیکھے تو دلیل ہے کہ اس کو یہ پانچ چیزیں حاصل ہوں گی۔
Aamaas (Soojan)
Hazrat Ibn-e-Sirin (Rahmatullah Ta’ala Alaih) ne farmaya hai ke khwab mein Aamaas maal hai, aur agar dekhe ke uske jism par Aamaas zahir hui hai to daleel hai ke usi qadar maal milega. Khaas kar agar is Aamaas mein bohot peep bhi dekhe.
Hazrat Kirmani (Rahmatullah Ta’ala Alaih) ne farmaya hai ke agar dekhe ke uske jism par Aamaas hai aur takleef hoti hai to daleel hai ke usi qadar halaal maal paaye ga. Aur agar Aamaas se us ko takleef nahi hai to daleel hai ke haraam maal paaye ga.
Hazrat Jafar Sadiq (Rahmatullah Alaih) ne farmaya hai ke khwab mein jism par Aamaas ka dekhna paanch wajah par hai:
Awwal: Maal zyada ho.
Doom: Aurat faaida mand.
Soom: Larka ho ga.
Chahaarum: Murad poori hogi.
Panjum: Ghamon se aman mein ho ga.
Aur agar tamam badan soojha hua dekhe to daleel hai ke us ko yeh paanch cheezen haasil hongi.